Main Doodnr Jo Jamane M Jb Vafa Nikla Song Mp3 Downloaded

Download ME NIKLA O GADLE KE (HARD MIX) DJ RATAN RAJPOOT GOHAND DJ Songs 2019 ME NIKLA O GADLE KE (HARD MIX) DJ RATAN RAJPOOT GOHAND Mp3 Song 2019 DJ Competition Song Hindi Bollywood Remix Bhojpuri DJ Remix Bhakti Bhajan Remix Haryanvi Remix Punjabi Remix Navratri Festival Special ME NIKLA O GADLE KE (HARD MIX) DJ RATAN RAJPOOT GOHAND 2019 DJ Song ME NIKLA. Arijit Singh Heartless Song Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Song With Lyrics. Topics: Arijitsingh. Addeddate: 2019-02-02 10:33:08.

+ First and best music portal made bollywood music fans

+ Songspk loads fast and offers its visitors a user friendly browsing experience

+ Songs.pk is optimized for both mobile and desktop

+ Fans may find the oldest to the newest bollywood songs only at Desinode

+ Streams and Downloads always come fast! Download Free Hindi Mp3 Songs Online

+ Because we love to download ming songs in the most pagal world way!

  • Bollywood Albums
  • Bollywood Albums
  • Bollywood Albums
  • Bollywood Singles
  • Pop Remix Singles
  • Pop Remix Singles

This slideshow requires JavaScript.

Nigaho Me Or Koi Dosti Ke Kabil Na Raha,
Is Kinare Ka Or Koi Sahil Na Raha
Chand Jaisa Dost Mila Hume Zamin Par,
Aasma Ka Chand Bhi Ab Deedar K Kabil Nahi Raha….
~~~~~******~~~~~
Hanskar Woh Gamm Ki Saza Dete Hain,
Zeher Main Thoda Sa Pyar Mila Dete Hain,
Jab Bhi Naam Aata Hain Unke Diwano Ka,
Log Meri Taraf Ungliyan Utha Dete Hain……!!!…
~~~~~******~~~~~
Jab Aapka Naam Juban Par Aata Hai,
Pata Nahi Dil Kyo Muskurata Hai.
Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Apna
Jo Haste Hue Har Waqt Yaad Aata Hai …
~~~~~******~~~~~
Ajnabi Duniya Me Akela Khwab Hu Mei!
Sawalo Se Ghira Ek Jawab Hu Mei!
Jo Na Samajh Sake Unke Lie Koun?
Jo Samajhe Unke Lie Ek Kitaab Hu Mei …
~~~~~******~~~~~
Us Dil Se Pyar Karo Jo Tumhe Dard De,
Per Us Dil Ko Kabhi Dard Na Do Jo Tumhe Pyar Kare,
Kyuki Tum Duniya Ke Liye Koi Ek Ho,
Per Kisi Ek Ke Liye Sari Duniya Ho….
~~~~~******~~~~~
Dard Kitne Hain Bata Nahi Sakta
Zakhm Kitne Hain Dikha Nhai Sakta
Ankhon Se Samjh Sako To Samjh Lo
Ansoon Gire Hain Kitne Gina Nahi Sakta …
~~~~~******~~~~~
Kambkhat isaq ne aaj hame rula diya,
jispe marte the usine bhula diya,
mene bhi uaski yaad bhula ne liye pita gaya,
ek din jalim ne usme bhi zaher mila diya…
~~~~~******~~~~~
Palko ke kinare humne bhigoye hi nahi,
woh sochte hai hum roye hi nahi,
woh puchte hai khwabon me kise dekhte ho,
hum hai ki ek umr se soye hi nahi…
~~~~~******~~~~~
Dard hai dil mein par ehsaas nahi hota,
Rota hai dil jab woh paas nahi hota;
Barbaad ho gaye hum unki mohabbat mein,
Aur woh kehte hain ki is tarah pyaar nahi hota!
~~~~~******~~~~~
Ai mere humnashin chal kahin aur chal,
Is chaman mein ab apna guzaara nahin,
Baat hoti phoolon tak to seh lete hum,
Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahin.
`
Yeh shaam itnee tanha kyon hoti hai….
Aur kismat se apnee sabko shikayat kyon hoti hai…
Ajeeb khel khelti hai ye kismat bhi….
Jinhe hum paa nahin sakte…
Usseise mohabbat kyon hoti hai….
`
Wo muzh se pooch raha tha batao kaisa laga,
Tum peechle zakhm ko chodo,Yeh ghao kaisa laga…
Ajab sawal kyia andhiyon ne patton se,
Shajar se toot ke Girna batao kaisa Laga?????
`
Mili Thodi Si Khushi To Mila Ke Pee Gaye,
Nahi Thay Hum Bhi Kal Tak Peene Ke Aadi,
Sharaab Ko Tanha Dekha To usper Taras Khaa Ke Pee Gaye.
Gham Mila To Ghabraa Ke Pee Gaye.
`
Mar jaoon main agar, to aansu mat bahana,
bas kafan ki jagah apna dupatta chada jana,
koi pooche ki rog kya tha,
to sir jhuka ke mohabbat bata jana.
~~~~~******~~~~~
Log apna bana k chor detey hain,
Apno se rishta tod k ghairon se jod detey hain,
Ham toa ik phool na tod saktey,
Najaney log dil kaisey tod detey hain….
`
Is dil ke har dhadkan ka ehsaas ho tum.
Tum kya jaano hamare liye kitne khaas ho tum.
juda ho k tumne hame maut se bhi battar sazaa di hai,
Phir bhi is tadapte dil ne tumhe khush rehne ki duaaein di hai.
`
Aap ko pa ker ab khona nahi chahtay,
Itna khush ho k ab rona nahi chahtay,
Ye aalam hai hamara aap ki judai mein,
Aankho mein neend hai aur sona nahi chahtay.
`
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,
har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,
apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,
karte bayan to mehfil ko rula dete.
`
Ae nadan dil rotay nahi hai,
Kuch apnay ho k bhi pas hotay nahi hai,Nikla
Zara say fasly per udasi kaisi?
Dil ma basny wale kabhi door hotay nahi hai.
`
Mehkhane me jam tut jata he,
ishq me Dil tut jata he,
Na jane kya rishta hai in Dono me,
jam tute to ishq yaad Aata hai,
Dil tute to jam yaad Aata hai. . .
`
Aaj Q kisi ki yaad sone nahi deti
Is zamane ki bandish b rone nahi deti
Kesi kashish hai teri
Jo tujhe mera aur mujhe kisi aur ka h?ne nahi deti.
`
Jhuki nazron se ikrar mat krna,
Nazre utha kr inkar mat krna,
Raat bhar tarapte ho kisi ki yadon me,
Or dosron ko kehte ho kisi se pyar na krna??.!!
~~~~~******~~~~~
Mohabbat
K Sapney
Dekhata Boht Hy,

Wo Raaton
Ko Mujh Ko
Jagata Bhi Boht Hy,

Me Aankhon
Me KajaL
Lagaon Tu Kese?

In Aankhon
Ko ZaLim RuLata Bhi Tu Boht Hai…
~~~~~******~~~~~
Haal dekh kar mera khuda bhi tadap jayega,
Jab bhi hogi bewaffai ki baat nujhe bhi koi bhoola yaad aayega,
Are apno ne kya kami rakhi jo ab koi anjan sitam dhayega,
Mat chu palkon ko Hai itna dard isme ke tera daaman bheeg jayega…
`
Nazar chahti hai didaar karna,
dil chahta hai pyaar karna,
kya batayein is dil ka aalam,
naseeb mein likha hai intezar karna.
`
Ussey yaad karun toh aankh bhar aati hai,
Meri mohabbat mujhe hi rulati hai,
Uske bina hoon udass main,
Bheer mein bhi tanha hoon main…
`
Pehle bhi kabhi suni thi, ye pyaar ki baatein,
Pehle bhi dil ko bahut dukhaya hai.
Aaj phir tumne kuredein hain, wo zakhm,
Aaj phir iss dil ko tumne rulaya hai…
`
Aap to chand ho jise sab yaad karte hai
Aur hamari kismat to taro jaisi hai
Humein yaad karna to door…
Log apni khawahish ke liye
Hamare tutne ki fariyad karte hai…
~~~~~******~~~~~
Wo Waqt wo lamhe Kuch ajeeb Honge
Duniya me hum khush Naseeb honge
Door se jab Itna Yaad karte hai aapko
Kya Hoga Jab aap humare Kareeb honge?
`
Dil tootna sazaa hai mohabbat ki,
dil jodna ada hai dosti ki.
Maange jo kurbani woh hai mohabbat,
jo bin maange ho jaye kurban wo hai dosti hamari.
`
Bahane bahane se aapki baat karte hai
har pal aapko mehsus karte hai
itni baar to aap saans bhi nahi lete honge
jitni baar hum aaapko yaad karte hai!
`
Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lagay
Koi Achha Bhi Is Qadar Na Lagay
Aap Ko Dekha Hai Bas Us Nazar Say
Jis Nazar Say Aap Ko Nazar Na Lagay
`
Kalam tha haath mey likhna sikhaya apne
Takat thi haath mey hausla dilaya apne,
Manzil thi saamne raasta dikhaya apne,
Hum to sirf dost the,
AASHIQ BANAYA aap ne!
`
Ye aarzu nahi ke kisi ko bhulaye hum
Na tamanna ke kisi ko rulaye hum.
Par dua hai uss rab se,
jisko jitna yaad karte hain,
usko utna yaad aayein hum.
`
Betaab tamannao ki kasak rehney do,
Manzil ko paney ki kasak rehney do,
Aap chahe raho nazron sey door,
Par meri aankhon mein apni ek jhalak rehney do.
~~~~~******~~~~~
Meri Khamoshi Bool Padi Mere Dil Ki ZubanHokar
Bataye Aasoun Ne Mere Aankh Se RawanaHokar

Sunaya Naa Dil Ka Haal Zuban Se Zamane Ke Darr Se
Sunaya Ab Apna Haal-E-Dil Hum Bezuban Hokar

Chupa Lete Hain Hum Apni Aah Ko Apne Hi Seene Mein
Magar Darti Hoon Phat Jaye Ye Aatish Fishan Hokar

Taluq Toot Gaye Subse….Unse Milte Lekin….
Ke Ab Tho Reh Gaye Hum Sabse Naa Aashna Hokar

To Ab Badhega Humari Qismat Ka Tara Bhi
Kabhi Chamkegi Qismat Bhi Humari Kehkashan Hokar

Mangte Rehenge Milne Ki Dua Tumhari Rubb Se
Kabhi Rehmat Woh Farmayega Humpe Meherbaan Ho Ke
~~~~~******~~~~~
Tumko to bhul jayenge magar
tumhari yaadein kaise bhulayenge

jab bhi hogi pehli baarish
tumko samne payenge
woh bundo se bhara chehra
tumhara hum kaise dekh payenge

bahegi jab bhi sard hawaein
hum khud ko tanha payenge
ehsaas tumhare saath ka
hum kaise mehsoos kar payenge

is daudti hui zindagi mein
to hum bilkul hi ruk hi jayenge
thaam lo hume thamne se pehle
hum kaise yun ji payenge Watch one piece episode 459.

le dubega ye dard humein
aur hum jeete ji mar jayenge…
~~~~~******~~~~~
Ansu Ho Jo Tere Daman Mein To Unhe Ankhon Tak Na Lana,
Alfazon Ki Shyahi Se Unhen Hum Tak Pahuchana.,
Sambhalega Yeh Sagar Teri Ankh Ke Har moti Ko Kuch Is Tarah.,
Ki Banjaye Har Moti meri zindagi Ka Khazana…!
~~~~~******~~~~~
Tum dil se hamein yon pukara na karo,
Yon tum hamein ishara na karo,
Door hain tumse ye majburi hai hamari,
Tum tanhaiyon mein yun tadpaya na karo.
`
Door ho jane se rishtey nahi tootte,
Na hi sirf paas rahne se judte,
Ye to dilon ke bandhan hain,
Isiliye hum tumhein aur tum hamein nahi bhoolte
`
Yuhi aankhon se ansu bahte nahi,
Kisi aur ko hum apna kahte nahi,
Ek tum hi ho jo ruk se gaye ho zindagi mein,
Varna rukne ke liye hum kisi ko kahte nahi.
`
Re: Senti shayari & sms Collection
Hua jo gam tumhein, dard kahi aur hoga,
Hanso jo tum, khush koi aur hoga,
Socho to zara us anjaan ke bare mein,
Vo anjaan mere sivaa aur kaun hoga ?
`
Koi subah aati hai tumhari yaad lekar,
Koi shaam jati hai tumhari yaad dekar,
Hamein to us subah ka intezaar hai,
Jo aaye tumhein saath lekar
`
Har kisi ko milta nahi pyar ka maza,
Naseeb valon ko milta hai ye meetha zaher mohabbat ka,
Bharosa rakhna apne pyar pe,
Bin bharose vala pyar tikta nahi is sansar mein.
~~~~~******~~~~~
Jalate hai hum apne dil ko diye ki tarah
Teri Zindagi main khushiyon ki roshni lane ke liye
Seh jate hai har chubhan ko apne pairon tale
Teri Rahon main phool bhichane ke liye.
`
Yun durr rehkar duriyon ko badaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara khyal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte.
`
Yakin har rishte ki buniyaad hota hain ,
tut jaaye agar to judna mushkil hota hain ,
kehna aasan hain humain yakin nahi hain tumpe,
lekin dard is cheez ka be-panah hota hain.
`
Aansu ko bahot samjhaya tanhai me aaya karo,
Mehfil me hamara mazak na udaya karo,
Ispar aansu tadap kar bola,
Bhari mehfil mein aapka dil akela na rahe,
Itna bus usse samjhaya karo.
`
Gam me hasne valoko kabhi rulaya nahi jata,
Lehro se pani ko kabhi hataya nahi jata,
hone vale ho jate he khud hi dil se apne ,
Kisiko kehkar apna banaya nhi jata……,
~~~~~******~~~~~
Kisiko apna banane me der lagti hai,
ek vada nibhane me der lagti hai,
pyar to pal bhar me ho jata hai,
magar unhe bhulane me umar lagti hai.
`
Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,
yaad unhe din rat kiya karte the,
ab un raho se guzra nahi jata,
jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!
`
Unki julfo ke tale hum zamana bhula dete hain,
vo ek nazar se kitne armaan jaga dete hain,
ishq to unko bhi hai humse ye jaanta hain hum,
phir bhi na kah kar kyoin vo iss dil ko saza dete hain
`
Muskan tere Hoton Se Kabhi Jaaye Na,
Aansun tere Palkon Pe Kabhi Aaye na,
Poora Ho tera Har Khwab,
Aur Jo Poora na Ho Woh Khwab Kabhi Aaye Na…
`
Na misaal milegi tere husn ki iss kaynaat main,
tu itni kasis bhari khoobsurti kahain se layi hai,
labo hain maykhane aur ankhain chalakte pamane,
aye khuda jaane aaj kis kis ki shamat aye hai.
~~~~~******~~~~~
Duniya khatam hoti nahi mamuli toofano se,
Isse to qayamat chahiye.
Mehsoos nahi hota hai mujhe apna gum,
Hume to zamane ka dard chahiye
~~~~~******~~~~~
Ham janate hen aap hame bhool jayenge ,
dil me apne , bhuli hui yaadon ki tarah rakh.
nafrat jo , aapko he hamse buri taraha ,
seene me apne jakhm jagane ke liye rakh
yaad aayegi hamari , kabhi bhi na aapko,
yadon ke samandar me dubane ke liye rakh
tu rakh to sahi kisi tarha , apne paas
paas nahi to door bhagane ke liye rakh…
~~~~~******~~~~~
Log ishq mein jaan dene ki baat karte hain,
Magar deta koi nahi.
Hum to hatheli per jaan liye ghoomte hain,
Kambakht koi maangta hi nahi.
~~~~~******~~~~~
Jab bhi aayi teri yaad, jaanam sham ke baad,
kuch sanjida haalat hui, meri sham ke baad….

yun to har lamha teri yaad ka bozal gujra,
dil ko mehsoos hui teri kami, shaam ke baad….

yun to kuch sham se pahele bhi thi yaadein teri,
ab to kuch aur badi dil ki lagi sham ke baad….

seene mein teri yaad ka, tufaan ubhar aaya hai
teri yaad mein tadap raha hoon, ye kaisa tufaan ubhar aaya hai….

meri tadap ka soch kar, kuch aur soch na payegi tu
meri mohabbat mein saj kar, kuch aur kar na payegi tu….

dil se niklein hain ye labz-e-azeez, teri mohabbat mein
sanwaar lena ihein dil mein, ye labz-e-azeez teri mohabbat ke….!!
~~~~~******~~~~~
Jahan mein pyar naam ki koi cheez nahi hoti,
Log apna dil behlane ke liye kisi ke saath khelte hain,
Phir jee bhar jaane par unhe chod ke chale jaate hain,
Itna hi nahi chodne ke alag alag bahane bhi banate hain.
Galati se bhi is pyar ke chakkar mein mat padna,
Apne doston ko bhi bachana is beemari se .
~~~~~******~~~~~
Aaj phir uski yaad ne rula diya,
kesha hain ye chera jisne ye sila diya,
do lafj likhne ka salika na tha,
uske pyar ne mujhe shayar bana diya.
~~~~~******~~~~~
dur rah kar bhi jo karen dawa paas hone ka
jala kar armaan bhi unke ho na sake
kyon kare pyar ko rusva, kyon aap pyar ke bhul kare

na karo pyar ka ikraar yahan, na bahao en aansoo-on ko yahan
yahan aanso-on ka mol nahi, bin baat bhi beh jaate hain ke inka koi dosh nahi.

khayalon ke duniya se niklo, ki inka koi wajood nahi
rehte hain ye dil mei ki, teil per paani ke boond hain ye,

dhoondhli hai ye tasveer, esey dhoondhli he rahne do
nahi hogi kabhi positive esey negative he rahne do
~~~~~******~~~~~
Teri aanknhon mein aansun nahee dekh saktaa,
ke mujhe khud se nafrat ho jaati hai !

In ashkon se kaho ke thaher jaaye,
Meree jeene ki chaah mujhe chhode jaati hai !
Ansoo to ek bahana hai , dard ko dikhane ka,
jindagi to ek fasana hai, khud ko samjane ka,
khusi to ek tarana hai, har pal ko gane ka,
hoth to ek khajana hai, harwaqt muskurane ka,
jindagi ho gai hai las, na kasoor hai jamane ka….
Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya,
Pada Jab Waqt To Apno Ne Sath Chod Diya.
Qasam Khaii Thi In Sitaron Ne, Sath Dene Ki ,
Subah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya.
`
Zindagi sirf mohabbat nahi,kuch aur bhi hay
zulf-o-rukhsar ki jannat nahi,kuch aur bhi hay
bhool-o-aflas ki is maari hui dunya main
ishq hi ek haqiqat nahi,kuch aur bhi hay …
`
Who aate to hain magar tan se nahi,
who bhethe to hain magar man se nahi,
kaun kehta hai ki who pyaar nahi karte,
karte to hain magar humse nahi.
`
Saath Humara pal bhar ka sahi,
par woh pal aise jaise koi kal nahi
rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi.
`
Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna,
Ke tere baad koi “ACHA” na lagey,
Tujhe karni hai “BEWAFAI” to is ada se kar,
Ke tere baad koi “BEWAFA” na lagey.
`
Jo dil se karib ho use rusva nahi karte,
Yun apni mohabbat ka tamasha nahi karte,
Khamosh rahenge to ghutan aur badhengi,
apno se koi baat chupaya nahi karte…
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai.
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai.
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai…….
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai….
Oh mere did key tukdey mere chand he kha
Teri maa tadhaf rhi teri yad mei yahan

Oh mere lal meri aankh ke tare
Teri maa bhatak rhi hei tery yad ke share

Aawaj deke mujh ko ek bar tu bula
Oh mere lal tujhko dhundu me khan

Ek bar mere bete aja tu lot kar
Kar degi maf sari khatayi teri maa

Aanchal mei apne tujh ko chu palegi tery maa
Aaja mere bete bhatak ta hei tu kahan

Dunia badi zalim he bch na sbhi se tu
Maa jesa tujh ko pyar mile ga whan khan

Meri dua ayi har pal tere sath sath hei
Kar ke ankhei band pukare ga tu jha

Har sans meri tujh ko deti he ye duwa
Dunia me tu jhan ho khushiya ho sab wahan…
hum bewafayi ko jhelna sikh gaye
ham kya bataye hame zindagi ne
Kis kadar saqth bana diya,
k maut se pehle kafan odna b sikh gaye!


Legayi sb kuch magar bus kafan rehne dia,
Yuhi meri zindgi ka akri rehnuma rehne dia,
Hum gaye they unko loutane k liye.
Wo kha k raham rehne diya………
Dhoka tum na dho ab yakeen hame nahi,
bewafi tho dekchuke ab wafa ka barosa nahi,
dosti samj b sako wo akal tumme nahi,
kr k mohabbt saza tum saho utna sabar tum me nahi,
hamari myyath pr tum Aao ye yakeen ab kisi ko nahi.
Meri mohabbat hai wo koyi mamuli ladki nahi,
Koyi use chede ye muje bardash nahi,
Cheer dhenge hum use agar
Wo kehdhe kisi ka naam ek bar,
Ye ek AshiQ ka wada hai koyi jhooti kasam nahi.
Kafan me lapti meri laash hai,
naye gar se bus chalis kadam dur hai,
intezar tho bus unka hai,
sun k kabr meri jo behosh hai,
un k ansu muje wazan hone lage,
kandha dene wale b ab thakne lage,
utaya jo meri dole ko tho uta na sake,
dek k log sabi pareshan ho chuke,
sirf unki ek muskuraht ki zarurath thi,
alvidha sun le hum bus ye ek aakri hasrath thi.
“Apki Ankho Me Ansuo Ki Jagah Na Ho.
Mere Pass apko Bhulane Ki Vajah Na Ho.
Agar Bhul Jaun Kisi Tarah Se apko.
To Khuda Kare Meri Zindgi Me Agli Subah Na ho.
Khuda ki mahobbat fanah kaun karega.
Sabhi neak ban gaye to gunah Kaun karega.
Aye khuda bewafa sanam ko bachaye rakhna.
Warna hamari Qabar pr chadar kaun chadayega…
Duwa karna yaro juda ho rahe hai,
Rahi zindagi to fir aaker milenge.
Ager mergaye to duwa karte rehna,
Aansun bahane ki koshish na karna.
A duniya badi bewafa hai samajhna,
Kahin dil lagane ki koshish na karna.
Mere doston zindagi ek safer hai samajhna,
Kahin thaher jane ki koshish na karna.
Danishon ki duniya hai sari,
Alfazon ka mydan hai sara.
Zer aur zaber ko pehechan na pao,
To mydan me aane ki koshish na karna.
Kashti ummidon ki ger sahil na paye,
To khud dub jane ki koshish na karna.
Kadam pe andhera karegi ye duniya,
Kahin dil jalane ki koshish na karma.
Kabhi ro ke muskuraye , kabhi muskura ke roye,
Jab bhi teri yaad aayi tujhe bhula ke roye,
ek tera hi to naam tha jise hazar bar likha,
Jitna likh ke khush hue us se jayada mita ke roye.
Akela sa mehsus karo jab tanhai me,
Yaad meri aye jab judai me,
Mehsus karna tumhare karib hu me,
Jab chahe dekh lena apni hi parchai me.
Kadam yuhi dagmaga gaye raaste me,
Warna sambhlna hum bhi jaanthe the,
Thokar bhi lagi tho us pathar se,
Jise hum apna mante the.
Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko,
Tho yun humein ruswa na kiya hotha.
Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi humein,
Bas ek baar humein samaj-liya hotha?
Wo roye to bahut, par mujhse muh mod kar roye
Koi majburi hogi to dil tod kar roye
Mere samne kar diye mere tasveer ke tukde
Pata chala mere piche wo unhe jod kar roye
Mere khwabon mein aana aapka kasur tha
Aapse dil lagana hamara kasur tha
Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye
Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha
Dil ki hasrat Adhuri reh gayi,
jaane koun so Majburi reh gayi.

Saare lafz chura le gaya koi,
Zuban pe sirf khamoshi reh gayi.

Usne daman gair ka thaam liya,
Nazar meri dekhti reh gayi.

woh chord kar chal gaya mujhe,
shayad pyar main koi kami reh gayi.
Na shikva hoga na shikayat hogi,
jab bhi dil dhadkega to yaadon ki aahat hogi,
saans na loon phir bhi ye band na hogi,
tujhse baatein na ho to zindagi jung hogi,
AAdy ke jeewan mein umang hogi agar uski jaan uske sang hogi.
Ajf ir muje wo khayal aya,
Dard me maine jise apna paya.
Tadap utha pane ko takder apni,
Hosh hua to khudko tumse juda paya.
Jab khuda ne ishq banaya hoga
Tab khud khuda ne bhi use aazmaya hoga
Hamari aaukat hi kya hai
Kambakht ishq ne khuda ko bhi rulaya hoga.

mohabbat karne walo ke dil me dard hota hai par unhe is baat ka ehsaas nahi hota
mohabbat karne walo ka dil tadap ke rota hai jab mohabbat unke pass nahi hoti
mohabbat karne wale to barbad ho jate hai aapni mohabbat ke liye
lekin unki mohabbat kahti hai ki is tarah pyar nahi hota…
Apni to mohabbat ki itni kahani hai,
Tooti hui kashti or thera hua pani hai,
Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,
Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai…
Main dil ka ameer mukaddar ka garib tha.,
Mil k bichadna mera nasib tha,
Chah k bhi kuch na kar sake hum,
Ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha…………
Na wo aa sake na hum
Kabhi ja sake na dard dil ka
Kisi ko suna sake bus baithe hai yadon me lekar aas unki
Na unhone yaad kiya or na hum unko bhula sake.
Arsh ke aansu kabhi bhi farsh par rukte nahi
Badalon ke samne sukhe chaman jhukte nahi
Kar bharosa uss khuda par jee rahe hain har bashar
Girne wale kaun kehta hai kabhi uthte nahi .
Dil kehta hai mohabat nahi qayamat hai ye,
Phir dil ki deewar par tera chehra kyu hai ?
Aur bhi zakham hai tere zakhmo ke siva,
Tere hi zakham ka daag itna gehra kyu hai.
Hamne suna hai dard pyaar ka hissa hai,
Par pyaar mai dard ye kitna hai ? Jo khatam hi nahi hota.
Jitna isse bhulane ki koshish karu utna hi mujhe yaad aata,
Na jane is pyaar mai dard hai kitna?
Koi kyun kisi ko dard dekar muskurata hai,
Shayad wo apne kiye par naaz khata hai,
Hum ye sochkar chup rahte hai ki kam se kam wo hame dard dekar khush toa ho jate hai,
Aur wo dard pe dard diye jate hai.
Kitna dard diya hai kisi ne apko,
Hum bhi unhi dard khane walo mai se hai ,
Samjhte hai apka dard,
Par acha iss dard ko bhool jane mai hai.
Meri maut ki khabar tujhe mil jayegi
Agar mere marne se tujhe khushi mile to woh khushi tujhe mil jayegi
Ek bar toa tu bhi ansoo bhahayegi mujhe yaad karke
Tab meri mohabbat teri wafa ka karz chukayegi
Wo roye toa hum chupa chupa ke roye,
Wo gaye to dil todkar gaye,
Tukde tukde kar diye unhone hamari tabir ke hamare samne,
Baad me pata chala ki wo tukde jod jod ke roye……….
Wo roye toa hum chupa chupa ke roye,
Wo gaye to dil todkar gaye,
Tukde tukde kar diye unhone hamari tabir ke hamare samne,
Baad me pata chala ki wo tukde jod jod ke roye……….
Mat karo tum woh wada jishe nibha na sako,
Mat chaho use jishe tum paa na sako
Pyar har kisi ka kaha pura hota hai ,
Pyar ka pehla akshar hi adhura hota hai.
Mit chuki hai meri har khushi, Muskurane se kya fayda
Mere daman mai hai dag tera, Ab mitane se kya fayda

Lut gai hai meri har khushi, Ab bachane se kya fayda
Tu mera tha na ho ga kabhi, Ye batane se kya fayda

Umar bhar tadhfe tere liye, Ab jatane se kya fayda
Tu milega hai dil ko yakin, Teri banhon mai nille yeh dam

Maut hojayegi fir hansi, Fir tadapne se kya fayda
Ye to dil ki hai bateen sabhi, Ab batane se kya fayda
Mujarim hu tera aa mujhe jo chaahe sazaa de
Mujarim hu tera aa mujhe jo chaahe sazaa de
Iss dil mai muhabbat ki sanam aag lagaa de

Jazbaat kaa dil me koi tufaan uthaa ke
Kahate hai jise pyaar zamaane ko dikhaa de

Duniyaa se kabhi pyaar kaa shikavaa na karunga
Le haath me Khanjar meri gardan ko udaa de

Inn mast nigaaho se Sar-Ae-Shaam pilaakar
Devaane ko kuch aur hi devanaa bana de

Dead letters spell out dead words lost in reflections rar. Ab pyaar ki iss raah se kaanto ko Uthakar
Dushman ko jalaane ke liye phul bichhaa de

Ab Husn-Ae-Tajallii se jale “Baaz” hai tera
Rukhsaar pe apne zara parde ko gira de
Ho sakta hai usne anjane mai hame rula dia
Usne dunia ke kehne pe hame bhula dia.
Hum to waise bhi akele thy,
Kya hua agar kisi ne ehsaas bhula dia.
Maat dalo kafan mere muh paar
Maat dalo kafan mere muh paar
Mujhe aadat hai muskurane ki
Maat dafnao meri lash ko
Mujhe umeed hai unke aane ki
Kaise likhu panno par apna dard
Darta hu kahi ye bhi na bol pade
Jo chupaya raaz sabse humne
Kahi wahi raaz chehra na bol pade
~~~~~******~~~~~
Aaj teri yaaad ko seene se laga ke roye, khayalo me tujhe pas bulake roye, haazar baar pukara tujhko tanhai me, har bar tujhe paas na pakar roye.
Usey Kehna K Mere Marny Par Aansoo na bahay….!
K Mujhe Apni Mout Sy Ziada Usky Aanso ka dukh ho ga.
USNE PUCHA MAIN KANHA HOON? maine kaha tu meri saanso main dil main khayalo main dhadkan main ruh main nas nas main hai.USNE POOCHA MAIN KANHA NAHI HOON? maine kaha shayad meri “KISMAT MAIN”.
Mujhe aaj bhi uske pyaar ki shiddat ronay nahi deti
Wo Kehte The Mar Jayenge Tere Aansun K Girne Se Pehle…
Dil yeh nadaan na samjhe duniya ki rashmo ko,
Chali hai ishq ka izaar karne.
Lakh manaya padh phir bhi na mana kamwaqt ne
Zaher pi karr bhi rok na paya
Aankhon ki aasuyon ko.
In aansuon ki kuch to kadar karr meri jaan
Isme chupa hai mohabbat tere liye
Youn to mera zanazaa uthega teri jane ke baad
Jisme ek tajmahal banayenge tere liye.
Kar diya kurban khud ko, hamne wafa ke naam par,
Chod gaye wo hamko akela majburiyo ke naam par.
Kabhi Na Aaye Mere Saath Chalke.
Hamesha Gaye Muje Barbaad Karke.
Agar Kabhi Aa Jao Meri Mayaat Pe.
To Keh Dena Abhi Soya Hain Tuje Yaad Karke
Sheeshe ke dil me thi tasveer teri bassi,
Sheesha toh tod diya, parr tasveer na chura saki.
Mila kya tujhe mere iss dil se khelkar,
Jaan hi chahiye thi toh maang kar dekhi hoti…
Gham hai ki woh hume samajh na sake,
hum mil karr bhi mil na sake,
do pal ki khushuyan thi meri zindegi mein,
gam hai ki ushe v hum rok na sake
dil mein patthar rakh ke unse mooh mora humne,
khud ko tod k unka dil toda humne,
na jane kitane sitam saha tere liye is dil ne,
padh kuch gila v na kar paya humne
Khushiyaan ek kahani ban k rah gayi,
milte milte yeh dooriyaan badti gayi,
na jane kahaan gayi woh khilti huyi mausam,
dil mein ek andhera si cha gayi.
Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake,
diwane dil pe kabu hum pa na sake,
aaj itne karib se gujar gaye wo,
phir bhi unka hath hum tham na sake
Dard se hath na milate to or kya karte,
Gam ke aansoo na bahate to or kya karte.
Usne maangi thi humse roshni ki dua,
Hum khud ko na jalate to or kya karte.
Dil rote gayi padh honto se muskaan na chuta,
zindegi humse dur huyi padh pyaar ka dhaga na toota,
samne hai kohra hi kohra padh teri surat aankhon se na chuta
Mere beete huye zindegi ki kuch itni si kahani thi,
Kuch hum khud badbaad huye the.
Kuch unki meharbaani thi,
Ladti hai nigahe par koi takrar nahi hai
karti to hai mujhse pyaar wo bhi
par us saawan ke mausam ka ikrar nahi hai
chhod diya ghar chhod di duniya chhod diye dost
aur aaj chhod raha hun zindagi bhi
kaun kehta hai mujhe usse pyaar nahi hai…

~~~~~******~~~~~

Har khawab ko hum bunte gaye,
Bunte-bunte falak main pauch gaye,
Toote jo khawab mere,
Tho iss kadar zami main aa gire,
Ki fir uthne ka hoosh kho gaye.
Aakhirkaar jab hosh aaya hume,
Tho khawab ko bhula, sapne dekhne lage,
Bin par k aasmaan main udne lage,
Itna dur hogaye,
Ki jab sapne toote,
Tho dharti par na pauch sake.
Firte rahe hum abbr main,
Dhundte rahe hum sath apno k,
Koi nahi hai sath mera,
Kisse kaheta tamanna apne dil ka,
Subha hote he ye chand,taare chhod chale jaate,
Tho raat main suraj kirne dena bhul jaate.
Har sapne mere toot gaye,
Khawab ko bhula diye,
Aisa gire ki fir utth na sake,
Ho gaye the apahizz, fir chal na sake,
Jab sapne mere toote, har khawab bhul gaye………….!

~~~~~******~~~~~
Kuch to majburiya rahi hongi yuhi koi bewafa nahi hota tatol kar dekho apne dil ko fasla bewaja nahi hota…
`~~~~~******~~~~~
Teri berukhi ko bhi rutba diya humne. Pyar ka har farz ada kiya humne.
Mat soch ke hum bhool gaye hain tujhe; aaj bhi khuda se pehle tujhe yaad kiya humne…
`~~~~~******~~~~~
Chand lamhon ki zindagani hai, nafraton se jiya nahi karte,
lagta hai dusamanon se guzarish karni padegi, dost to aab yaad kiya nahi karte…
`~~~~~******~~~~~
Dhoka diya tha jab tum ne mujhe,
Dil se main naraaz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal dun,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha….
`~~~~~******~~~~~
Pass aakar sabhi door chale jate hain, Akele the hum akele reh hi jate hain Is dil ka dard dikhayein kise Marham lagane wale hi zakm de jate hain…

~~~~~******~~~~~
Yaad mein teri ankhe bharta hai koi….
Har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi….
Maut ti aisi cheez hai jisko aana hi hai….
Lakin teri judai mein har roz marta hai koi.!!

~~~~~******~~~~~
Aap ka ashiyana Dil me basaya hai,
apki yaado ko sine se lagaya hai,
pata nahi yaad apki hi kyo aati hai,
Dost to hamne auro ko bhi banaya hai.
`~~~~~******~~~~~
Waqt guzrega hum bikhar jayenge,
kaun jane ki hum kidhar jayenge,
hum apki parchayi hain yaad rakhna…
jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge.
`~~~~~******~~~~~
Ye Dosti chirag hai ise jalaye rakhna,
ye Dosti gul hai ise khilaye rakhna,
Hum rahe na rahen is jahan mein…
Bas hamari yaad Dil me basaye rakhna.
`~~~~~******~~~~~
Ajnabi galiyon se hum guzra nahi karte,
darde Dil liya aur diya nahi karte,
ye Pyara sa rishta sirf aapse hai,
warna itna yaad hum kisi ko kiya nahi karte.
`~~~~~******~~~~~
aisa nahi ki aapki yaad aati nahi,
khata sirf itni hai ki hum batate nahi,
Dosti aapki ANMOL hai humare liye,
samajhte ho aap isliye hum jatate nahi.

~~~~~******~~~~~
Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai,
Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai,
Diwane Hi To Hai Hum Tere,
Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai…

~~~~~******~~~~~
Ishq Kar Deta Hai Bekrar,
Bhar Deta Hai Pathar K Dil Mein Pyaar,
Har 1 Ko Nahi Milti Zindagi Ki Ye Bahar,
Kyunki Ishq Ka Dusra Naam Hai Intezar…

~~~~~******~~~~~